8 June 2015

Lyrics Of "O Rahi" From Vinay Pathak's Movie - Bheja Fry 2 (2011)

O Rahi
O Rahi
Lyrics Of O Rahi From Movie - Bheja Fry 2 (2011):  A Playful Song sung by Vinay Pathak Featuring Vinay Pathak and Minisha Lamba.

Singer: Vinay Pathak
Music: Sneha Khanwalkar
Lyrics: Shakeel Azmi
Star Cast: Vinay Pathak, Kay Kay Menon, Minisha Lamba, Suresh Menon, Amol Gupte






The Video of this song is available on youtube at the official channel T-Series. The Video is of 1 minutes and 31 Seconds duration.




Lyrics of "O Rahi"


o raahi raahi chala chal raahi
raahi raahi chala chal raahi
surili koyal ki seeti shahad ke chathe se meethi
surili koyal ki seeti shehar ke chathe se meethi
char paise ki ye toffi zindagi itni hi kaafi
mom ki batti se pighle iss pal ko jeelo tum
aaj ye sach hai jo ab hai ye amrit pee lo tum
surili koyal ki seeti shahad ke chathe se meethi
char paise ke yeh toffi zindagi itni hi kaffi
pyar ke paas aao tum dilo ke phool khil jaye
akele geeto me tere meri aawaz mil jaye
pyar ke paas aao tum dilo ke phool khil jaye
meri ha teri nana me kahi na shaam dhal jaye
raahi raahi chala chal raahi
o raahi rahi chala chal raahi
jivan ye saral hai seedhi si lakeer
bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer
jivan ye saral hai seedhi si lakeer
baki samajh gaye sab sadhu aur phakeer

pyar ke paas paas paas paas
dilo ke phool phool phool phool
bhul bhi jao baat purani papaji ke chaate
yaad jo rakhna hai to rakho mummy ke parathe
bhul bhi jao baat purani papaji ke chate
yaad jo rakhna hai to rakho mummy ke parathe
mann me leke kyun phirte ho kaanto jaisi yaade
kal to aakhir beet gaya hai ab toh socho aage
baat ye meri maan lo tum raaz ye seedha jaan lo tum
haatho sathi thaam lo tum manzil hai yahi
pyar ke paas aao tum suro me taal khul jaye
tere bin jannat ki chabi bol de simsim khul jaye
pyar ke paas aao tum suro me taal ghul jaye
subah pe huke huye tak me aaj ke shaam chal jaye
raahi raahi chala chal raahi
o raahi raahi chala chal raahi
jivan ye saral hai seedhi si lakheer
bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer
jivan ye saral hai seedhi si lakheer
baki samajh gaye sab sadhu aur phakeer
jivan ye saral hai seedhi si lakheer
bahe ye chal chal jaise gangaji ka neer
jivan ye saral hai seedhi si lakheer
baki samajh gaye sab sadhu aur fakeer


Lyrics in Hindi (Unicode) of "ओ राही"


ओ राही राही चला चल राही
राही राही चला चल राही
सुरीली कोयल की सीटी शहद के छते से मीठी
सुरीली कोयल की सीटी शहद के छते से मीठी
चार पैसे की ये टोफ्फी ज़िन्दगी इतनी ही काफी
मोम की बत्ती से पिघले इस पल को जीलो तुम
आज ये सच है जो अब है ये अम्रित पी लो तुम
सुरीली कोयल की सीटी शहद के छते से मीठी
चार पैसे की ये टोफ्फी ज़िन्दगी इतनी ही काफी
प्यार के पास आओ तुम दिलो के फूल खिल जाये
अकेले गीतों में तेरे मेरी आवाज़ मिल जाये
प्यार के पास आओ तुम दिलो के फूल खिल जाये
मेरी हा तेरी नाना में कही ना शाम ढल जाये
राही राही चला चल राही
ओ राही राही चला चल राही
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बहे ये चल चल जैसे गंगाजी का नीर
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बाकी समझ गये सब साधू और फ़कीर

प्यार के पास पास पास पास
दिलो के फूल फूल फूल फूल
भूल भी जाओ बात पुराणी पापाजी के चाटे
याद जो रखना है तो रखो मम्मी के पराठे
भूल भी जाओ बात पुराणी पापाजी के चाटे
याद जो रखना है तो रखो मम्मी के पराठे
मन में लेके क्यूँ फिरते हो कांटो जसी यादे
कल तो आखिर बीत गया है अब तो सोचो आगे
बात ये मेरी मान लो तुम राज़ ये सीधा जान लो तुम
हाथो साथी थाम लो तुम मंजिल है यही
प्यार के पास आओ तुम सुरों में ताल खुल जाये
तेरे बिन जन्नत की चाबी बोल दे सिमसिम खुल जाये
प्यार के पास आओ तुम सुरों में ताल घुल जाये
सुबह पे हुके हुए तक में आज के शाम चल जाये
राही राही चला चल राही
ओ राही राही चला चल राही
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बहे ये चल चल जैसे गंगाजी का नीर
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बाकी समझ गये सब साधू और फ़कीर
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बहे ये चल चल जैसे गंगाजी का नीर
जीवन ये सरल है सीधी सी लकीर
बाकी समझ गये सब साधू और फ़कीर



 

No comments:

Post a Comment