20 July 2015

Lyrics Of "Aazaadiyan (Pairon Ki Bediyan)" From Movie - Udaan (2010)

Aazaadiyan (Pairon Ki Bediyan)
Aazaadiyan (Pairon Ki Bediyan)
Lyrics Of Aazaadiyan (Pairon Ki Bediyan) From Movie - Udaan (2010): A Motivational song sung by Amit Trivedi, Neuman Pinto, Amitabh Bhattacharya featuring Rajat Barmecha, Aayan Boradia.

Music: Amit Trivedi
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Star Cast: Rajat Barmecha, Ronit Roy, Aayan Boradia, Ram Kapoor, Manjot Singh, Anand Tiwari, Suman Mastkar, Raja Hudda.


 The video of this song is available on youtube.


Lyrics of "Aazaadiyan (Pairon Ki Bediyan)"


pairo ki bediya khwabo ko baandhe nahi re kabhi nahi re
mitti ki parton ko nanhe se ankur bhi chine dhire dhire
iraade hare bhare jinke seeno mein ghar kare
wo dil ki sune kare na dare na dare

subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman

aazaadiyan aazaadiyan
aagey na kabhi mile mile mile
aazaadiyan aazaadiyan
jo cheenay wahi jee le jee le jee le
subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
jo khayalon pe pehre daale wo aankhein hai kahan
par khulne ki deri hai parinde udh ke jhoomenge
aasman aasman aasman

kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
kahani khatm hai ya shuruwaat hone ko hai hone ko hai
subah nayi hai ye ya phir raat hone ko hai hone ko hai
aane wala waqt dega panahe hai
ya phir se milenge do raahein
khabar kya kya pataa


Lyrics in Hindi (Unicode) of "आज़ादियाँ (पैरों की बेड़ियाँ)"


पैरों की बेड़ियाँ ख्वाबों को बाँधे नहीं रे कभी नही रे
मिट्टी की परतों को नन्हे से अंकुर भी छीने धीरे धीरे
इरादे हरे भरे जिनको सीनो में घर करे
वो दिल की सुने करे ना डरे ना डरे

सुबह की किरणों को रोकें जो सलाखें है कहाँ
जो ख्यालों पे पहरे डाले वो आँखें हैं कहाँ
पर खुलने की देरी हैं परिंदे उड के झूमेंगे
आसमान आसमान आसमान
सुबह की किरणों को रोकें जो सलाखें है कहाँ
जो ख्यालों पे पहरे डाले वो आँखें हैं कहाँ
पर खुलने की देरी हैं परिंदे उड के झूमेंगे
आसमान आसमान आसमान

आज़ादियाँ आज़ादियाँ
आगे ना कभी मिले मिले मिले
आज़ादियाँ आज़ादियाँ
जो छीने वही जी ले जी ले जी ले
सुबह की किरणों को रोकें जो सलाखें है कहाँ
जो ख्यालों पे पहरे डाले वो आँखें हैं कहाँ
पर खुलने की देरी हैं परिंदे उड के झूमेंगे
आसमान आसमान आसमान

कहानी खत्म है या शुरुवात होने को हैं होने को हैं
सुबह नई हैं ये या फिर रात होने को हैं होने को है
कहानी खत्म है या शुरुवात होने को हैं होने को हैं
सुबह नई हैं ये या फिर रात होने को हैं होने को है
आने वाला वक्त देगा पनाहे हैं
या फिर से मिलेंगे दो राहें
खबर क्या क्या पता

No comments:

Post a Comment