Mohabbat Yeh Ho Jaaye To |
Singer: Bilal Saeed
Music: Bilal Saeed
Lyrics: Bilal Saeed
Star Cast: Evelyn Sharma, Mahaakshay Chakraborty, Mohit Dutta
The video of this song is available on youtube at the official channel Zee Music Company. This video is of 2 minutes 19 seconds duration.
Lyrics of "Mohabbat Yeh Ho Jaaye To"
aankh hai abhi namm zara si
zindagi dhoondhe wajah si re
ehsaas wo phir tera gham bhar de
jab mujhe tu tanha sa kar de re
mere lafz tu hi jaan bhi, mera ishq pe imaan bhi
sajde kare insaan hi, dikhe tujhme phir jahaan bhi
jitna bhulaaye utna rulaaye huve tum paraaye jo
ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaaye woh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
aansuon ko mile na koi wajah khushi ki
dard hai ke ye dil se jaata hi nahi
aake thehra hai mere sine me tera gham is tarah
phool sehra me koi khilta hai sawan ka jis tarah
lagte hain saare apne paraaye dil chot khaaye toh
ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaaye woh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
lamha lamha huaa hai mujhse yun ajnabi
jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi
namm hai yeh aankh, gum hai alfaaz
khamosh hai zubaan
chhod aaya main dhadkano ko, tha tune chhoda jahaan
jiske liye ho sapne sajaaye wohi tod jaaye toh
ab jo bhi chaahe jitna bhi chaahe phir bhi rulaaye woh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
mohabbat yeh ho jaaye toh, mohabbat yeh ho jaaye toh
Lyrics in Hindi (Unicode) of "मोहब्बत ये हो जाए तो"
आँख हैं अभी नम ज़रा सी
ज़िन्दगी ढूँढे वजह सी रे
एहसास वो फिर तेरा ग़म भर दे
जब मुझे तू तनहा सा कर दे रे
मेरे लफ्ज़ तू ही जान भी, मेरा इश्क पे इमान भी
सजदे करे इन्सान ही, दिखे तुझमे फिर जहाँ भी
जितना भुलाए उतना रुलाये हुए तुम पराये जो
अब जो भी चाहे जितना भी चाहे फिर भी रुलाए वो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
आँसुओ को मिले ना कोई वजह ख़ुशी की
दर्द हैं के ये दिल से जाता ही नहीं
आके ठहरा हैं मेरे सिने मे तारा ग़म इस तरह
फूल सेहरा मे कोई खिलता हैं सावन का जिस तरह
लगते हैं सारे अपने पराये दिल चोट खाए तो
अब जो भी चाहे जितना भी चाहे फिर भी रुलाए वो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
लम्हा लम्हा हुआ हैं मुझसे यूँ अजनबी
जैसे की ज़िन्दगी मे ज़िन्दगी ही नहीं
नम हैं ये आँख, गुम हैं अल्फ़ाज़
खामोश हैं जुबान
छोड़ आया मैं धडकनों को, था तूने छोड़ा जहाँ
जिसके लिए हो सपने सजाए वोही तोड़ जाए तो
अब जो भी चाहे जितना भी चाहे फिर भी रुलाए वो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
मोहब्बत ये हो जाए तो, मोहब्बत ये हो जाए तो
No comments:
Post a Comment