24 March 2015

Lyrics Of "Aaj Ke Naam" From Shraddha and Shahid Kapoor's Movie - Haider (2014)

Aaj Ke Naam
Aaj Ke Naam
Lyrics Of Aaj Ke Naam From Haider (2014):  A Emotional song sung by Haider (2014) j featuring Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu and Kay Kay Menon.

Singer: Rekha Bhardwaj
Music: Vishal Bhardwaj
Lyrics: Faiz Ahmad Faiz
Star Cast: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor, Tabu, Kay Kay Menon.



The audio of this song is available on youtube.







Lyrics of "Aaj Ke Naam"


aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare
gulsita se khafa, zard patton ka ban
zard patton ka ban jo mera des hai
dard ki anjuman jo mera des hai
unn dukhi maaon ke naam, unn dukhi maaon ke naam
raat me jinke bachche bilakhte hai
aur nind ki maar khaaye huye baajuo se sambhalte nahi
dukh bataate nahi, minnat-o-zaariyo se behalte nahi
unn haseenaon ke naam, unn haseenaon ke naam

jinki aankhon ke gul chilmano aur dareecho ke belon pe
bekaar khil khil ke murjha gaye hai
unn beyahtaon ke naam, unn beyaahtaon ke naam
jinke badan bemohabbat riyaatar
se jo thee saj saj ke ukta gaye hai
bewaaon ke naam, katadiyon aur galiyon mohallon ke naam

jinke naapaak khashaak se
chand raato ko aake karta hai aksar vazoo
jinke saayon me karti hai aahob ka
aanchalon ki hina, chudiyon ki khanak, kaakulon ki mehak
aarzoo mand seeno ki apne pasine me jalne ki boo
padhnewaalo ke naam
aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
unn dukhi maaon ke, unn haseenaon ke, unn beyahtaon ke naam


Lyrics in Hindi (Unicode) of "आज के नाम"


आज के नाम और आज के गम के नाम
आज का गम के है जिंदगी के भरे
गुलिस्ताँ से खफा, जर्द पत्तों का बन
जर्द पत्तों का बन जो मेरा देस है
दर्द की अंजुमन जो मेरा देस है
उन दुखी माँओ के नाम, उन दुखी माँओ के नाम
रात मे जिनके बच्चे बिलखते है
और नींद की मार खाए हुए बाजुओ से संभलते नही
दुख बताते नही, मिन्नत_ओ_जारियो से बेहेलते नही
उन हसीनाओं के नाम, उन हसीनाओं के नाम

जिनकी आँखों के गुल चिलमनों और दरीचो के बलों पे
बेकार खिल खिल के मुरझा गए है
उन बेयहताओं के नाम, उन बेयहताओं के नाम
जिनके बदन बेमोहोब्बत रियातार
से जो थे सज सज के उकता गए है
बेवाओं के नाम, कटडियों और गलियों मोहल्लों के नाम

जिनके नापाक खाशाक से
चाँद रातों को आके करता है अक्सर वजु
जिनके सायों मे करती है आहोब का
आँचलों की हिना, चुडियों की खनक, काकुलों की महक
आरजु मंद सीनों की अपने पसीने मे जलने की बु
पढ़नेवालों के नाम
आज के नाम और आज के गम के नाम
उन दुखी माँओ के नाम, उन हसीनाओं के नाम, उन बेयहताओं के नाम


No comments:

Post a Comment