Aye Zulf-e-pareshaan |
Music: Shafqat Ali Khan, Muzaffar Ali
Lyrics: Rahi Masoom Reza
Star Cast: Imran Abbas Naqvi, Pernia Qureshi, Muzaffar Ali, Dalip Tahil, Beena Kak, Abid Yunus Khan, Carl Wharton, Natalie Arikan.
The video of this song is available on youtube at the official channel Zee Music Company. This video is of 2 minutes 54 seconds duration.
Lyrics of "Aye Zulf-e-pareshaan"
aye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaaaye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
din khatam hua aa gayi raat ab toh sawar jaa
ghairon ki bani jaati hai baat ab toh sawar jaa
deewano ki ho jaye na maat ab toh sawar jaa
aye zul e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
aaine se ab aankh milayi nahi jaati
katt jaye par gardan toh jhukayi nahi jaati
jis dar ne tumhein izzat o touqeer aata ki
jis dar ne tumhein khilat o jaageer aata ki
jis dar ne tumhein ek nayi taqdeer aata ki
jis dar e tumhein azmat o taameer aata ki
aaataa kiiii
kya tum yeh do rangi jahaan dekh sakoge
us dar pe firangi ka nishaan dekh sakoge
Lyrics in Hindi (Unicode) of "ए ज़ुल्फ़-ए-परेशान"
ए ज़ुल्फ़-ए-परेशान ए हयात अब तो सवर जा
ए ज़ुल्फ़-ए-परेशान ए हयात अब तो सवर जा
दिन ख़तम हुआ आ गयी रात अब तो सवर जा
गैरो की बनी जाती हैं बात अब तो सवर जा
दीवानों की हो जाए ना मात अब तो सवर जा
ए ज़ुल्फ़-ए-परेशान ए हयात अब तो सवर जा
आईने से अब आँख मिलायी नहीं जाती
कट जाए पर गर्दन तो झुकाई नहीं जाती
जिस दर ने तुम्हे इज्ज़त ओ तौकीर आता की
जिस दर ने तुम्हे खिल्लत ओ जागीर आता की
जिस दर ने तुम्हे एक नई तक़दीर आता की
जिस दर ने तुम्हे अज़मत ओ तामीर आता की
आता की
क्या तुम ये दो रंगी जहाँ देख सकोगे
उस दर पे फिरंगी का निशान देख सकोगे
these lyrics are incorrect
ReplyDeletecorrect lyrics are:
aye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
aye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
din khatam hua aa gayi raat ab toh sawar jaa
ghairon ki bani jaati hai baat ab toh sawar jaa
deewano ki ho jaye na maat ab toh sawar jaa
aye zul e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
aaine se ab aankh milayi nahi jaati
katt jaye par gardan toh jhukayi nahi jaati
jis dar ne tumhein izzat o touqeer aata ki
jis dar ne tumhein khilat o jaageer aata ki
jis dar ne tumhein ek nayi taqdeer aata ki
jis dar e tumhein azmat o taameer aata ki
aaataa kiiii...
kya tum yeh do rangi jahaan dekh sako ge
us dar pe firangi ka nishaan dekh sako ge