Shaam Ke Saaye |
Music: Vishal Bhardwaj
Lyrics: Gulzar
Star Cast: Irrfan Khan, Avika Gor, Konkona Sen Sharma, Sohum Shah, Tabu, Neeraj Kabi, Atul Kumar, Gajraj Rao.
The audio of this song is available on YouTube at the official channel T-Series. This audio is of 4 minutes 43 seconds duration.
Lyrics of "Shaam Ke Saaye"
dil mein aise theher gaye hain gham
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein sham ke saaye
jaise jangal mein sham ke saaye
aansoon jo rukne lage
aankhon mein chubhne lage hain
naya dard do koyi to ro lein
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein shaam ke saaye
jaise jangal mein shaam ke saaye
ajnabi, ajnabi sa lagta hai
koi aansu agar chala aaye
ajnabi, ajnabi sa lagta hai
koi aansu agar chala aaye
khushkah khushkah rehti hain aankhen
naya dard do koyi to ro lein
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein sham ke saaye
jaise jangal mein sham ke saaye
jaate jaate seham ke rukk jaaye
mud ke dekhe udaas raahon pe
kaise bujhte hue ujalon pe
door tak dhool dhool udati hai
Lyrics in Hindi (Unicode) of "शाम के साए"
दिल में ऐसे ठहर गए हैं ग़म
दिल में ऐसे ठहर गए हैं ग़म
जैसे जंगल में शाम के साए
जैसे जंगल में शाम के साए
आँसूं जो रुकने लगे
आँखों में चुभने लगे हैं
नया दर्द दो कोई तो रो लें
दिल में ऐसे ठहर गए हैं ग़म
जैसे जंगल में शाम के साए
जैसे जंगल में शाम के साए
अजनबी, अजनबी सा लगता हैं
कोई आँसू अगर चला आये
अजनबी, अजनबी सा लगता हैं
कोई आँसू अगर चला आये
खुश्कः खुश्कः रहती हैं आँखें
नया दर्द दो कोई तो रो लें
दिल में ऐसे ठहर गए हैं ग़म
जैसे जंगल में शाम के साए
जैसे जंगल में शाम के साए
जाते जाते सहम के रुक जाए
मुड के देखे उदास राहों पे
कैसे बुझते हुए उजालों पे
दूर तक धुल धुल उड़ती हैं
No comments:
Post a Comment