28 March 2015

Lyrics Of "Ghoor Ghoor Ke" From Movie - Ekkees Toppon Ki Salaami (2014).

Ghoor Ghoor Ke
Ghoor Ghoor Ke
Lyrics Of Ghoor Ghoor Ke From Ekkees Toppon Ki Salaami (2014): A playful song in the voice of Sona Mohapatra featuring Neha Dhupia.

Singer: Sona Mohapatra.
Music: Ram Sampath
Lyrics: Sandeep Nath
Featuring: Neha Dhupia





The video of this song is available on youtube at the official channel T-Series. This video is of 2 minutes 57 seconds duration.


Lyrics of "Ghoor Ghoor Ke"


mera nain kamal komal chanchal
meri chitvan ghata niraali hai
tu natkhat bhawra prem chunet
mere yuavan pushp ka maali hai
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

jab meri sharan me aata hai ek prem ka deep jalata hai
phir tujhko kuch na bhaata hai, tu bas mera ho jaata hai
nahi prem se badhkar rajpaath, singhasan aur ye lok laaj
dhol lagte suhaane hai door door ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

koyi madh itna bhi madhir nahi jitni meri angdaayi hai
koyi madh itna bhi madhir nahi jitni meri angdaayi hai
har roop mera tujhko pulkit, mera rom rom purwaayi hai
tu prem nagar ka waasi, main prem nagar ki rani
maine pooye pakaye hai poor poor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke
yun na dekho saanwariya ghoor ghoor ke

mera nain kamal komal chanchal
meri chitvan ghata niraali hai


Lyrics in Hindi (Unicode) of "घूर घूर के"


मेरा नैन कमल कोमल चंचल
मेरी चितवन घटा निराली हैं
तू नटखट भवरा प्रेम चुनेट
मेरे यौवन पुष्प का माली है
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के

जब मेरी शरण मे आता हैं एक प्रेम का दीप जलाता हैं
फिर तुझको कुछ ना भाता हैं, तू बस मेरा हो जाता हैं
नहीं प्रेम से बढ़कर राजपाठ, सिंघासन और ये लोक लाज
ढोल लगते सुहाने हैं दूर दूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के

कोई मध इतना भी मधिर नहीं जितनी मेरी अंगडाई हैं
कोई मध इतना भी मधिर नहीं जितनी मेरी अंगडाई हैं
हर रूप मेरा तुझको पुलकित, मेरा रोम रोम पुरवाई हैं
तू प्रेम नगर का वासी, मैं प्रेम नगर की रानी
मैंने पूए पकाए पूर पूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के
यूँ न देखो साँवरिया घूर घूर के

मेरा नैन कमल कोमल चंचल
मेरी चितवन घटा निराली हैं

No comments:

Post a Comment